Friday, November 15, 2024
HomeEntertainment11 Evergreen Om Shanti Om Dialogues You Must Know

11 Evergreen Om Shanti Om Dialogues You Must Know

Om Shanti Om was a blockbuster and Deepika Padukone’s debut film. It was high on cinema, and we love the references to our Hindi film industry in the film.

Farah Khan’s most successful film, Om Shanti Om, has some great dialogues and Quotes. These Om Shanti Om dialogues are loved by fans, and we still use them in our daily lives. The speech by Shah Rukh Khan in Om Shanti Om was brilliant, and we are sharing them too; you can use them as a Meme template for the Om Shanti Om film.

Also Read: Dialogues of SRK

Om Shanti Om Dialogues and Quotes

Kehte hain, agar kisi cheez ko dil se chaho, to puri kaynaat usse tumse milane ki koshish me lag jati hai…

Aap Sabne mujhe meri chaht se mila diya, I feel like the king of the world…

Itni shiddat se maine tumhe Om shanti Om dialogue

Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai…

Ek chutki sindoor ki kimat om shanti om dialogues

Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jano ramesh babu, Ishwar ka ashirwad hota hai ek chutki sindoor, suhagan ke sar ka taj hota hai ek chutki sindoor, har aurat ka khwab hota hai ek chutki sindoor….

Picture abhi baaki hai mere dost Om Shanti Om SRK speech dialogues

Hamari filmo ki tarah, hamari zindagi mein bhi end tak sab kuch thik hi ho jaata hai, happy’s ending, Aur agar theek na ho, to wo the end nahi picture abhi baaki hai mere dost…

Om shanti om shahrukh khan dialogue

Zaroorat padne par, ek baar nahi,dus baar nahi, sau baar nahi, hazaar baar, hazaar baar us aag mein kood jaunga jismein Shanti ho..

Om Shanti Om dialogues Tum janti ho na main bar bar tumhare pass

Tum to janti ho na main bar bar tumhare pass kyu aata hu, kyuki tum hi meri himmat ho…

om shanti om hindi dialogue lyrics

Main star sirf tumhare liye banna chahta hu…

Yash chopra ke set ki tarah om shanti om hindi dialogue

Yash Chopra ke set ki tarah shandaar bedroom hoga, gol bed ke sath, aur jab main subah uthunga, toh mere kadam sangemarmar ke farsh par padne se pehle, ek naukar makhmal ki chappal lakar mere pairo me dal dega, rajkumar wala silk ka gown pehen kar, jab main bahar niklunga, to dusra naukar juice ka glass lekar khada hoga…

Main Tumhare Liye Ajnabee Hoon, Lekin Mere Liye To Tum Mera Wo Hissa Ho, Jiske Bina Main Bilkul Adhoora Hoon….

Your Turn!

Which of these Om Shanti Om dialogues is your favorite? Do share in the comment section!

Spread the love

Source: Filmy Keeday

RELATED ARTICLES
- Advertisment -

Most Popular

Recent Comments